Tu Jahaan / तू जहाँ (from Salaam-Namaste)
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
jo dhoop nikli chaaya ban jaaonga
jo ho tu akeli saaya ban jaaonga
jo uljhan mein ho mann main behlaoonga
tum aa gaye ho to jeena aaya hai
khushiyon ka tumne yeh jaal bichaya hai
khoya hai khudko ya sabh kuch paaya hai
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
ho ghum ke badal mujhpe tham jaane de
bechainiyo ko mujhse takraane de
dukhti ho koi baat mujhpe aane de
dil sochta tha ke koi apna ho
koi raaz na ho jo usse rakhna ho
aankhein na kholoon main shayad sapna ho
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
jo dhoop nikli chaaya ban jaaonga
jo ho tu akeli saaya ban jaaonga
jo uljhan mein ho mann main behlaoonga
tum aa gaye ho to jeena aaya hai
khushiyon ka tumne yeh jaal bichaya hai
khoya hai khudko ya sabh kuch paaya hai
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
ho ghum ke badal mujhpe tham jaane de
bechainiyo ko mujhse takraane de
dukhti ho koi baat mujhpe aane de
dil sochta tha ke koi apna ho
koi raaz na ho jo usse rakhna ho
aankhein na kholoon main shayad sapna ho
tu jahan main wahan
sang sang yuhn chaloon tere
jaise tera aasmaan
6:56 AM |
Category:
Salaam Namaste
|
0
comments
Comments (0)