FeedburnerFacebook Yahoo hand drawn PNG Icon Gmail Twitter Flickr

Welcome!!!

Here you can found bollywood, Hindi, music, raaga, songs, bhangra, mp3, india, india, news, lyrics, india chat, india cricket, india music, punjab, bhangra, india bollywood, bollywood stars, indian, sites, shah rukh khan, indian movies,indian bollywood, indian movies, madhuri, chat, reviews, hindi songs, indian
music, free indian music, live chat,Indian films,Indian movies, Indian Cinema, Bollywood, Hindi, gana, song, songs, hindi Songs, India, Indian, Desi,Bollywood, Music, Party, Remix, DJ, Actors, Actresses, Film, Movies, Pics, Pictures,ShahRukh,Salman,Akshay Kumar,Madhuri Dixit,Manisha Koirala,Sushmita Sen,Aishwarya Rai,Sonali, Bendre,Kajol, Hindi Cinema,Hindi movies, Hindi Film reviews, Hindi Film listings, Hindi pictures, Indian film reviews, Indian movie reviews,Hindi movie reviews, Latest Indian films, Latest Hindi movies, Latest Hindi, films, Recent Hindi Films, Hindi film heroes, Hindi film heroines, Hindi movie actors, Hindi movie actresses, Indian, actors, Indian actresses, Hindi films sex symbols, love goddesses, Hindi songs, Bollywood, songs, Chat,
Movies, Hindi songs, Bhangra songs, pics of bollywood stars, actress, actors, Shahrukh Khan, Hindi MP3, Bhangra Songs, Best
Indian Sites, Top Indian Sites, Kajol, Madhuri Dixit, Manisha Koirala, Aishwarya Rai and much much more.
Aaj shab jo chand ne hai roothne ki thaan li
gardisho mein hai sitaare baat humne maan li
andheri shyah zindagi ko sujhti nahi kali
ki aaj haath thaam lo ek haath ki kami khali

kyun khoye khoye chand ki firaak mein talaash mein udaas hai dil
kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naaraz hai dil
yeh manzilein bhi khud hi tai karein
yeh faaslein bhi khud hi tai karein
kyun to raaston pe phir seham seham sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
kyun khoye khoye chand ki firaak mein talaash mein udaas hai dil

zindagi sawaalon ke jawaab dhoondne chali
jawaab mein sawaalon ki ek lambi si ladi mili
sawaal hi sawaal hai sujhti nahi gali
ki aaj haath thaam lo ek haath ki kami khali
jee mein aata hai, murda sitaare noch loon
idhar bhi noch loon, udhar bhi noch loon
ek do ka fikkar kya, mein saare noch loon
mein saare noch loon…….
idhar bhi noch loon, udhar bhi noch loon
sitaare noch loon, mein saare noch loon
idhar bhi noch loon, udhar bhi noch loon
sitaare noch loon, mein saare noch loon
kyun tu aaj itna vahshi hai mijaaz mein majaaz hai e gum-e-dil
kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naaraz hai dil
yeh manzilein bhi khud hi tai karein
yeh faaslein bhi khud hi tai karein
kyun to raaston pe phir seham seham sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
kyun khoye khoye chand ki firaak mein talaash mein udaas hai dil

dil ko samjhana, keh do kya aasaan hai
dil to fitrat se, sun lo na beimaan hai
yeh kush nahi hai jo mila, bas maangta hi hai chala
jaanta hai har lagi ka, dard hi hai bas ek silaaaa
jab kabhi yeh dil laga, dard hi humein mila
dil ki har lagi ka, sunlo dard hi ek sila
jab kabhi yeh dil laga, dard hi humein mila
dil ki har lagi ka, sunlo dard hi ek sila
kyun naye naye se dard ki firaak mein talaash mein udaas hai dil
kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naaraz hai dil
yeh manzilein bhi khud hi tai karein
yeh faaslein bhi khud hi tai karein
kyun to raaston pe phir seham seham sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
kyun khoye khoye chand ki firaak mein talaash mein udaas hai dil
kyun apne aap se khafa khafa zara zara sa naaraz hai dil
yeh manzilein bhi khud hi tai karein
yeh faaslein bhi khud hi tai karein
kyun to raaston pe phir seham seham sambhal sambhal ke chalta hai yeh dil
kyun khoye khoye chand ki firaak mein talaash mein udaas hai dil……udaas hai dil

Comments (0)

Popular Posts